Benefits (Fazilat) of ''Durood Hazara'' Arabic with Urdu Tarjuma
Aam hazraat ke liye bhi ye darood ZIYARAT-E-NABVI S.A.W.W boht moassar aur akseer he. lehaza jo shakhs HUZOOR-E-AKRAM S.A.W.W ki ziyarat ka khuahish mand ho to ise chahye ke ramzan-ul-mubarak men ye darood ''DUROOD HAZARA'' rozana tahajjud ke waqt 1000 martaba parhe. INSHAH ALLAH boht jald ziyarat se sarfgaraz hoga. 1000 baar DAROOD e HAZARA parhne se 1000 nekiyon ka sawab milta he. aur 100 haajaten poori hoti hen.dunyavi fuyuz-o-barkaat hasil karne ke liye DAROOD E HAZARA ko har namaz ke baad 11,11 baar parhna boht behtar he. gham aur fikar aur mushkilat se nijaat hasil karne ke liye ise baad namaz e fajar 100 baar parhna chahye INSHAH ALLAH dil ko sakoon hasil hoga aur tamam mushkilaat door ho jaen gi.
waste rizq or Qarz Ki Adaigi Ke lye Bad Namaz e isha teen so ghayara (311) martaba Tasbih parhna buhat mujarab hai.
Features:
works without internet.
Read Darood e Hazara just like a printed book in your hand with page turning effect.
Go to any page
''Please'' Rate it! & Share App with your friends.
Feedback:
We warmly welcome your suggestions, recommendations and improvement ideas.
Send your feedback at support@markazislam.com
Please remember us in your prayers.